---Advertisement---

BRABU UG Semester 1 Result 2025 29 Download Link: BRABU सेमेस्टर 1 रिजल्ट जारी यहाँ से डाउनलोड करें मार्कशीट, डायरेक्ट लिंक!

On: 09/05/2026
BRABU UG Semester 1 Result 2025 29 Download Link
---Advertisement---

BRABU UG Semester 1 Result 2025 29 Download Link: Baba Saheb Bhimrao Ambedkar Bihar Vishwavidyalaya shaikshanik satra 2025 se lekar 2029 ke liye 4 varshiya kala vanijya aur vigyan pathyakram ke pratham semester ka parinam online ke madhyam se ghoshit karega agar aap sabhi ne pariksha diya hai to aap apne result ko lekar intezar kar rahe hain to aap sabhi ummeedwar apne parinamo ko dekhne ke liye BRABU ke aadhikarik website brabu.ac.in ya braburesults.com se online download kar sakte hain.

BRABU UG Semester 1 Result 2025 29: Overviews

University NameBabasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University
Session2025-29
Semester1
CourseUG
Exam Date15 January 2026 – 30 January 2026
Semester 1 Result Release DateMay 2026 
Result Download Linkbrabu.ac.in
Helpline Number0621 2243071

BRABU UG 1st Semester Result 2025-29 OUT

Baba Saheb Bhimrao Ambedkar Bihar Vishwavidyalaya snatak semester one yani ki bhag 1 pariksha satra 2025 se lekar 2029 ka parinam online ke madhyam se May mahine mein jari hone ja rahi hai aap sabhi aadhikarik portal BRABU.net par jakar check kar sakte hain wahan par ghoshna kar di jayegi pariksha mein shamil huye sabhi chhatra keval apne roll number ke madhyam se apna result ko online dekh sakte hain.

BRABU UG Semester 1 Result 2025 29 Download

Jo bhi chhatra evam chhatrayen semester 1 ko lekar result ke lekar intezar kar rahe hain un sabhi ko pata hi hoga ki unka pratham semester ka pariksha 15 January 2026 se lekar 30 January 2026 ke beech aayojit ki gayi thi agar koi bhi aap jankari sabse pahle pana chahte hain to Google par search kare brabuugresult.com yahan se sabse pahle jankari milegi.

BRABU UG Semester 1 Result 2025 29 Download Link
BRABU UG Semester 1 Result 2025 29 Download Link

BRABU UG Semester 1 Result 2025 29 Download Kaise Kare

Brabu semester 1 pariksha 2026 ka result online ke madhyam se download ya dekhna chahte hain to humne neeche aasan bhasha mein step by step aapko bata diya hai aap jakar aasani se dekh sakte hain jo neeche is tarah se hai.

  • Sabse pahle aapko Baba Saheb Bhimrao Ambedkar Bihar Vishwavidyalaya ke aadhikarik portal par jana hai.
  • Uske baad aapko UG semester 1 satra 2025-29 result par https://result.brabu.ac.in/ug_result.php click karna hai
  • iske baad aapke samne UG Semester-1 Session 2025-29 Provisional Result download page khulkar samne aa jayega.
  • Iske baad ab aapko parinam dekhne ke liye roll number darj karke apna college ka naam sahi se chayan karna hai.
  • Ab aapko wahan par captcha code dekhne ko milta hai usko bhar karke download button par click karna hai.
  • Ant mein aapke samne aapka result khulkar aa jayega jise aap download kar sakte hain.

BRABU UG Semester 1 Result 2025 29 Direct Link

Download ResultLink Active Soon
Official WebsiteClick Here

Leave a Comment