Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar Vishwavidyalaya shaikshanik satra 2026 se 2030 ke liye Choice Based Credit System ke aadhar par 4 varshiya karyakram ke antargat snatak yaani ki graduation degree BA, B.Sc, B.Com pathyakram ke liye pehle semester mein namankan ke liye online aavedan karna hoga tabhi sabhi ummidwar 2026 se 30 ke liye namankan kar payenge. BRABU ke adhikarik UMIS Portal par 4 May 2026 se lekar aavedan karne ki antim tithi 25 May 2026 tak online ke madhyam se kar sakte hain.
BRABU UG Admission 2026-30 Apply Online: Overviews
| Particulars | Details |
| University Name | Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University |
| Article Name | BRABU UG Admission 2026-30 Online Apply |
| Course | UG (BA, BSc, BCom) |
| Session | 2026-30 |
| Application Start | 04 May 2026 |
| Application Last Date | 25 May 2026 |
| Official Website | brabu.net |
| Official Location | Muzaffarpur |
Also Read –
- BRABU UG Semester 1 Result 2025 29 Download Link: BRABU सेमेस्टर 1 रिजल्ट जारी यहाँ से डाउनलोड करें मार्कशीट, डायरेक्ट लिंक!
- BRABU UG Admission 2026-30 Apply Online: इंतज़ार खत्म! BA/BSc/BCom के लिए ऑनलाइन आवेदन शुरू, जल्दी करें।
- Brabu Ug Semester 3 Admit Card Download 2024-28 Link हुआ जारी यहाँ से अभी डाउनलोड करें डायरेक्ट लिंक
BRABU Graduation Admission 2026
Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar Vishwavidyalaya 2026-30 ke liye UG Admission lena chahte hain toh aapko sabse pehle online aavedan karna hoga. Jo bhi chhatra evam chhatrayein iske liye aavedan karna chahte hain woh sabse pehle dhyan purvak adhikarik suchna ko padh lein.
BRABU UG Admission 2026-30 Last Date
| Application Start | 04 May 2026 |
| Application Last Date | 25 May 2026 |
BRABU UG Admission 2026-30 Application Fees
| General / OBC | Rs. 600/- |
| SC / ST Fee | Rs. 300/- |
| Payment Mode | Credit Card, Debit Card, Net Banking |

BRABU UG Admission 2026-30 Eligibility
UG (Arts) Course: Jo bhi ummidwar Bihar School Pariksha Board se intermediate pariksha (I.A./ I.Sc./ I.Com ya +2) utteern ki hai, toh iske liye aavedan kar sakta hai athwa kisi bhi manyata prapt rashtriya/rajya board dwara pariksha utteern kiya ho.
UG (Science) Course: Jo bhi ummidwar Bihar School Pariksha Board se intermediate pariksha (I.Sc ya +2) utteern ki hai, toh iske liye aavedan kar sakta hai athwa kisi bhi manyata prapt rashtriya/rajya board dwara pariksha utteern kiya ho.
UG (Commerce) Course: Jo bhi ummidwar Bihar School Pariksha Board se intermediate pariksha (I.A./ I.Sc./ I.Com ya +2) utteern ki hai, toh iske liye aavedan kar sakta hai athwa kisi bhi manyata prapt rashtriya/rajya board dwara pariksha utteern kiya ho.
BRABU UG Admission 2026-30 Documents
- 10th or 12th Marksheet*
- Aadhar Card*
- Photo*
- APAAR ID*
- CLC
- Caste Certificate (If Applicable)*
BRABU UG Admission 2026 Apply Online
BRABU UG Admission Session 2026-30 Application Form aavedan kaise karna hai humne neeche step by step puri prakriya bata diya hai jise aap follow kar sakte hain.
- Babasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar Vishwavidyalaya ke BRABU adhikarik website par jaana hai.
- Home page par jaane ke baad aapko latest update session mein Application are invited for UG 2026-30 Apply.
- Ab aapko registration form aapke samne khulkar aa jayega.
- Jaha par aap apna pura naam, mobile number, satra, course selection ityadi.
- Registration form pura sahi se bharne ke baad aapko apna document upload karna hai.
- Uske baad aapko next preview button par click kar dena hoga.
- Ab aapko registration fees online ke madhyam se bhugtan karna hai.
- Ab aapka puri tarah se aavedan patra complete ho jayega jiska print out apne saath rakh sakte hain.
BRABU UG Admission 2026 Direct Link
| Apply Online | Click Here To Apply |
| Applicant Login | Click Here To Login |
| Download Notification | Download Notification |
| Official Website | Official Website |
| Join Telegram Channel | Join Telegram |
| Join WhatsApp Channel | Join WhatsApp |

