Bihar Graduation Scholarship 50000 Status Check: Vaise sabhi chhatrayein jinhone graduation pass kar liya hai aur woh chahte hain ki Mukhyamantri Kanya Utthan Yojana ke madhyam se ₹50000 ki scholarship prapt kar sakein toh uske liye unhein online aavedan karna hoga aur usko usse pehle list mein naam dekhna hoga agar nahi hai toh naam apna jod sakte hain is iske baare mein sabhi jankari humne de diya hai.
Bihar Graduation Scholarship 50000 Status Check: Overviews
| Article Name | Bihar Graduation Scholarship 50000 Status Check |
| Status Check Mode | Online |
| Benefits Amounts | 50000 |
| Data Upload On Last Date | 31 May 2026 |
| Online Apply Start Date | Soon |
| Online Apply Last Date | Soon |
| Official Website | meghasoft.bihar.gov.in |
Also Read –
- BRABU UG Semester 1 Result 2025 29 Download Link: BRABU सेमेस्टर 1 रिजल्ट जारी यहाँ से डाउनलोड करें मार्कशीट, डायरेक्ट लिंक!
- Bihar Graduation Scholarship 50000 Status Check: सभी छात्राएं लिस्ट में अपना नाम ऐसे चेक करें
- BRABU Ug 2nd Semester Admission 2025 29 Apply: शुरू हुआ सेकंड सेमेस्टर में नामांकन, छात्र यहाँ से करें सीधे अप्लाई!
- BRABU UG Admission 2026-30 Apply Online: इंतज़ार खत्म! BA/BSc/BCom के लिए ऑनलाइन आवेदन शुरू, जल्दी करें।
- Brabu Ug Semester 3 Admit Card Download 2024-28 Link हुआ जारी यहाँ से अभी डाउनलोड करें डायरेक्ट लिंक
Bihar Graduation Scholarship 50000 Status Check list mein naam check karne ke baad agar aapka naam nahi aa raha hai toh aap chhatraon ko apna naam judwana padega tabhi aap ₹50000 ki scholarship ka laabh prapt kar payenge is article mein humne sabhi charnon ko bata diya hai jise dhyanpurvak padh kar jankari prapt kar sakte hain.
Bihar Graduation Scholarship 50000 Status Check List
Mukhyamantri Kanya Utthan Yojana ke madhyam se Bihar rajya ki snatak utteern chhatrayein iska laabh le sakti hai agar Bihar ke kisi bhi manyata prapt vishwavidyalaya se chhatraon ne pass kiya hai toh Bihar Sarkar ke taraf se aarthik madad ke liye ₹50000 ki scholarship pradan ki jaati hai iske liye aap sabhi chhatraon ko online aavedan karna hoga jiski puri prakriya humne neeche diya hai.
Bihar Graduation Scholarship 50000 Status Check 2026
Bihar Graduation Scholarship 50000 Status Check naam dekhna sabse zyada anivarya hai aavedan karne se poorv aap sabhi chhatra apna naam dekh पाएंगे vishwavidyalaya dwara snatak pass ladkiyon ka result aane ke baad Medha Soft ke adhikarik portal par upload kar diya jata hai jiske baad suchi jari hoti hai toh aap sabhi Medha Soft ka portal par dekh sakte hain.
Bihar Graduation Scholarship 50000 Status Check जरुरी जानकारी
Mukhyamantri Kanya Utthan Yojana ke madhyam se chhatraon ko 50000 rupaye ki seedhi rashi unke bank khaate mein DBT yaani ki Direct Benefits Transfer ke madhyam se di jaati hai is rashi ko lekar vidyarthi apna padhai jari rakh sakta hai jis bhi chhatraon ne December 2025 tak snatak utteern kiya hai un sabhi ka result upload hone ke baad aavedan shuru ho jayega.

Bihar Graduation Scholarship 50000 Status Check योग्यता
Bihar graduation pass scholarship ke aavedan karne ke liye kuch yogyata neeche diya gaya hai jo is prakar se hai.
- Bihar rajya ki mool niwasi honi chahiye.
- Bihar ke kisi bhi manyata prapt vishwavidyalaya se snatak pass hona chahiye.
- Original ank praman patra hona chahiye.
- Bank khaata chalu hona chahiye.
- Aavedak ke bank khaate mein DBT Enable hona chahiye.
Bihar Graduation Scholarship 50000 Status Check दस्तावेज
Graduation pass scholarship ke liye aavedan karne wale chhatraon ke paas neeche diye gaye sabhi dastavez hona aavashyak hai jo is prakar se hai.
- Original marksheet.
- Niwas praman patra.
- Bank passbook.
- Aadhar Card.
- Mobile number.
- Email ID.
Bihar Graduation Scholarship 50000 Status Check Kaise kare
Bihar graduation pass scholarship 50000 ke liye aavedan karna chahte hain toh aap sabhi apna naam ek baar zaroor check kar lein jo neeche is prakar se hai.
- Sabse pehle aapko adhikarik website ke portal par jaayein.
- Uske baad wahan par student section mein search your record in university provide list par click karna hai.
- Tab aapke samne ek naya page khulkar aa jayega.
- Ab aapko registration sankhya, university select karke search kar dena hai.
- Iske baad aapke mobile number par OTP bheja jayega.
- Ab aapke mobile number par aayi OTP ko daalkar verify karna hai.
- Tab aapko apna naam dikhai dega agar nahi de raha hai toh aap apne college se jaakar sampark kar sakte hain.
Important Link
| Apply Online | Click Here |
| Student List Check | Click Here |
| Official Website | Click Here |



