---Advertisement---

BRABU UG 3rd Merit List 2026-30 Download: बीआरएबीयू स्नातक तीसरी मेरिट लिस्ट जारी; इस डायरेक्ट लिंक से तुरंत डाउनलोड करें PDF!

On: 06/07/2026
BRABU UG 3rd Merit List 2026-30 Download
---Advertisement---

BRABU UG 3rd Merit List 2026-30 Download: Baba Saheb Bhimrao Ambedkar Bihar University (BRABU) UG admission Session 2026-30 ke tehat BA, BSc ya BCom course ke liye aap sabhi ne online aavedan kiya hai toh aapke liye badi khushkhabri nikal kar aa rahi hai. Vishwavidyalaya ne BRABU UG Teesri (3rd) Merit List 2026-30 ko aadhikarik roop se 5 July 2026 ko hi jaari kar diya hai. Jo bhi vidyarthi apne teesri merit list ko lekar intezar kar rahe hain toh unka intezar ab khatam ho chuka hai. Jinhone abhi tak admission nahi karaya hai toh merit list mein apna naam dekhkar namankan jald se jald kar lein.

Aap sabhi vidyarthi 6 July 2026 se lekar 11 July 2026 ke beech sambandhit college mein jaakar admission ki poori prakriya ko poora avashya kar lein kyunki aap nischit samay mein hi admission kara sakte hain anyatha nahi ho payega, isliye aap sabhi jald se jald jaakar namankan kar sakte hain. Is post mein humne admission se judi sabhi jankari aapko de diya hai, is post ko shuru se lekar ant tak avashya padhein.

BRABU UG 3rd Merit List 2026-30 Overview

University NameBabasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University (BRABU)
Course NameBA, B.Sc, B.Com
Session2026-30
3rd Merit List Date05 July 2026
Admission Date06 July 2026
Admission Last Date11 July 2026
Result StatusReleased
CategoryMerit List
Official WebsiteClick Here

BRABU UG 3rd Merit List 2026-30 Out

BRABU dwara snatak (graduation) mein namankan prakriya jaari ho chuka hai jiski teesri merit list bhi samne nikal kar aa gayi hai. Jin bhi vidyarthiyon ko pehli aur doosri merit list mein naam nahi aaya tha un sabhi ke liye ek antim avsar diya gaya hai, aap apna teesra merit list mein naam dekh sakte hain. Jin bhi ummeedwaron ka naam aa chuka hai woh apne dastavez (documents) ke saath apne college mein पहुंचे aur wahan par admission prakriya ko poora kar lein. Vishwavidyalaya dwara jaari kiye gaye nirdesh ka palan karein aur sabhi chhatra apne namankan avashya karein.

Also read –

BRABU UG 3rd Merit List 2026 में क्या जानकारी चेक करें?

Merit list ko download karne ke baad ummeedwar nimanlikhit roop se unka kya-kya dekhna anivarya hai:

  • Vidyarthi ka naam,
  • aavedan sankhya (application number),
  • pita ka naam,
  • chayanit college ka naam,
  • chayanit vishay (subject),
  • shreni (category),
  • merit ank
  • admission se sambandhit nirdesh.

Agar kisi bhi prakar ki merit list mein truti (error) dikhai de rahi hai toh turant aap vishwavidyalaya ya usse sambandhit college mein jaakar sampark karein.

BRABU UG 3rd Merit List 2026-30 Download
BRABU UG 3rd Merit List 2026-30 Download

BRABU UG Admission 2026 आवश्यक दस्तावेज

Jis bhi vidyarthi ka teesri merit list mein naam aa chuka hai aur namankan karna chahte hain toh unko nimanlikhit roop se hum bata dein ki kya-kya dastavez aapko namankan ke liye rakhna hoga:

  • 10th ki marksheet,
  • 12th ki marksheet,
  • 12th ka admit card,
  • CLC (College Leaving Certificate),
  • Migration Certificate,
  • jaati praman patra (caste certificate),
  • aay praman patra (income certificate),
  • Aadhaar card,
  • niwas praman patra (residence certificate),
  • passport size photo,
  • online aavedan ki copy,
  • merit list ki copy
  • admission shulk (fee).

BRABU UG 3rd Merit List 2026 कैसे चेक करें

Aap apna merit list mein naam check karna chahte hain ya download karna chahte hain toh un sabhi prakriyaon ko humne neeche de diya hai, aap use follow karke prapt kar payenge.

  • Sabse pehle aapko BRABU ki aadhikarik website par jaana hai,
  • uske baad aapko UG Admission Portal kholna hai.
  • Wahan par aap BRABU UG Third Merit List 2026-30 wale link par click karna hai.
  • Uske baad aap application number ya login vivaran darj karenge.
  • Uske baad aap submit button par click kar dena hai,
  • tab aapke samne merit list screen par dikhai degi.
  • Aap ise aasani se download karke rakh sakte hain, bhavishya mein aapka kaam dega.

BRABU UG 3rd Merit List 2026-30 Download Link

B.A. Subjects

SubjectsDownloads
AIH&CView
BANGLAView
BHOJPURIView
ECONOMICView
ENGLISHView
GEOGRAPHYView
HINDIView
HISTORYView
HOME SCIENCEView
MAITHILIView
MUSICView
PHILISOPHYView
POLITICAL SCIENCEView
PSYCHOLOGYView
SANSKRITView
SOCIOLOGYView
URDUView

B.Com Subjects 

B.Com SubjectsDownloads
ACCOUNT & FINANCEView
HUMAN RESOURCE MANAGEMENTView
MARKETINGView

B.Sc Subjects

B.Sc SubjectsDownloads
BOTANYView
CHEMISTRYView
ELECTRONICSView
MATHEMATICSView
PHYSICSView
ZOOLOGYView

Leave a Comment