ग्रुप से जुड़ें
---Advertisement---

Brabu Ug Admission 2026-30 4th Merit List Out @ UMIS Portal : जारी हुई 4th Merit List! यहाँ चेक करें अपना नाम और कट-ऑफ लिस्ट

On: 23/07/2026
Brabu Ug Admission 2026-30 4th Merit List Out @ UMIS Portal
---Advertisement---

Brabu Ug Admission 2026-30 4th Merit List Out: Baba Sahab Bhimrao Ambedkar Bihar University UG Admission 2026-30 ke tahat BA B.Com ya BSc ka course ke liye apna naamankan karna chahte hain aur abhi tak aap sabhi ka merit list me naam nahi aaya hai to aapke liye khushkhabri nikal kar aa gayi hai ki BRABU ki taraf se chauthi merit list ko out kar diya hai list me aap apna naam dekh sakte hain.

Aap sabhi vidyarthiyon ko hum bata de ki 22 July 2026 ko aap sabhi ka merit list jaari kar diya gaya hai jo bhi vidyarthi naamankan karna chahte hain wah list me naam dekh le uske baad unko pata chal jayega ki kaun se college me unka admission hone wala hai to admission ke nishchit samay seema me apna naamankan kar prakriya ko jald se jald poora kar le.

BRABU UG 4th Merit List 2026-30 Overview

University NameBabasaheb Bhimrao Ambedkar Bihar University (BRABU)
Course NameBA, B.Sc, B.Com
Session2026-30
4th Merit List Date22 July 2026
Admission Date23 July 2026
Admission Last Date28 July 2026
Merit List StatusReleased
CategoryMerit List
Official WebsiteClick Here

BRABU UG 4th Merit List 2026-30 Out

BRABU ke dwara snatak me jo bhi vidyarthi naamankan ko poora karna chahte hain chauthi merit list me unka naam aa gaya hoga to jald se jald apna naam dekhen aur apna naam college me dakhila kar le abhi tak pehle se lekar chautha merit list tak jaari ho chuka hai jisme kai saare bachchon ka bhi naamankan poora ho gaya hai to ab aap sabhi ke liye yah chautha merit list aa chuka hai jahan par 40000 bachchon ka list me naam aaya hai to ho sakta hai aapka bhi naam aa gaya ho agar aapne abhi tak naamankan nahi karaya hai to is prakriya ko jald se jald poora karein.

Also Read –

BRABU UG 3rd Merit List 2026 में क्या जानकारी चेक करें?

Aap sabhi vidyarthi merit list ko download karne ke baad usme neeche diye gaye jankari ko dhyan purvak padh lenge.

  • Vidyarthi ka naam,
  • aavedan sankhya (application number),
  • pita ka naam,
  • chayanit college ka naam,
  • chayanit vishay (subject),
  • shreni (category),
  • merit ank
  • admission se sambandhit nirdesh.

Agar aapki merit list me kisi bhi prakar ki galti payi jati hai to aap jald se jald vishwavidyalaya ya sambandhit college me jaakar sampark karein taki aapki saari samasyaon ka hal ho sake.

Brabu Ug Admission 2026-30 4th Merit List Out @ UMIS Portal
Brabu Ug Admission 2026-30 4th Merit List Out @ UMIS Portal

BRABU UG Admission 2026 30 आवश्यक दस्तावेज

BRABU naamankan 2026 karna chahte hain to aapko bata de ki chauthi merit list me aapka naam agar aa chuka hai to aapko kin-kin dastavezon ka zarurat hone wala hai kyunki naamankan karte samay aapse poocha jayega.

  • 10th ki marksheet,
  • 12th ki marksheet,
  • 12th ka admit card,
  • CLC (College Leaving Certificate),
  • Migration Certificate,
  • jaati praman patra (caste certificate),
  • aay praman patra (income certificate),
  • Aadhaar card,
  • niwas praman patra (residence certificate),
  • passport size photo,
  • online aavedan ki copy,
  • merit list ki copy
  • admission shulk (fee).

BRABU UG 4th Merit List 2026 Kaise Check Kare

Jo bhi vidyarthi merit list me apna naam check karna chahte hain ya download karna chahte hain wah kaise is prakriya ko poora kar sakte hain humne neeche iski jankari poore vistaar se de diya hai jise aap follow karke aasani se merit list ko download kar payenge.

  • Sabse pehle aapko BRABU ke adhikarik portal par jana hoga.
  • Uske baad aap wahan par UG Admission link par click kar dena hai.
  • Tab aapke saamne chauthi merit list 2026-30 ka link milega click karna hai.
  • Uske baad ab aapko apna application number aur anya jankari dekar login karna hoga.
  • Uske baad aapko submit button par click karna hai.
  • Iske baad hi aapke saamne merit list screen par khulkar aa jayega.
  • Ab aap apne merit list ko aasani se download kar sakte hain naamankan karte samay iski sabse zyada zarurat padne wali hai.

BRABU UG Admission 4th Merit List 2026-30 Download Link

UG (2026-2030)- CBCS 4th Provisional Merit List

B.A. Subjects

SubjectsDownloads
AIH&CView
BANGLAView
BHOJPURIView
ECONOMICView
ENGLISHView
GEOGRAPHYView
HINDIView
HISTORYView
HOME SCIENCEView
MAITHILIView
MUSICView
PHILISOPHYView
POLITICAL SCIENCEView
PSYCHOLOGYView
SANSKRITView
SOCIOLOGYView
URDUView

B.Com Subjects

B.Com SubjectsDownloads
ACCOUNT & FINANCEView
HUMAN RESOURCE MANAGEMENTView
MARKETINGView

B.Sc Subjects

B.Sc SubjectsDownloads
BOTANYView
CHEMISTRYView
ELECTRONICSView
MATHEMATICSView
PHYSICSView
ZOOLOGYView

Leave a Comment